Thursday, June 30, 2011

Shabaan or Shab-E-Barat SMS

 Shab-E-Barat Mubarak
 /\
[;]       !
[;]   ,-”"”-,
[;];;;?__?;;;[,]
Shab E Barat Mübårik
Huzur S.A.W Ne Frmaya
Jo Shaks Shubrat Ki Mubarak De
Ose Janat Ki Bashart Dedo


Shab-E-Barat Shayari

Ya Allah Jisne Bhi Sab E Barat Ke Raat
Aap Ki Ebadat Me Gujari
Ya Alah Tu Un Sab Ki Dua Ko
Kubuk Karna Aur Jo Nahi Kar Paye
Unhe Hedayat Dena,
Aur Unki Bhi Magfirat Karna Aaaaaaaamin..


About Shabe Barat

Rehmaton Ki Hai Yeh Raat
Namazon Ka Rakhna Sath
Manwa Lena Rab Se Har Bat
Duaon Main Rakhna Yaad
Mubarak Ho Aap Ko
Shab-E-Barat


Shab E Barat Mai Qabrastan Jaana Chahiye

Kia Shab E Barat Mai Qabrastan Jaana Chahiye?
Zarori Thori Hai K Aap Isi Din Jaein
Aap Kisi Bhi Din Ja Sakte Hain
Is Me Koi Pabandi Nahi…
Wese Aap Chahein To Ja Sakte Hain


Surah Ikhlas Aur Shaban Ki Dua

Aaj Magrib Namaz Baad Ki Nafil Namaz
2 Rakat Umr-Daraji
2 Rakat Tamam Aafat Ko Door Karne
2 Rakat Rizq Me Barkat
Har 2 Rakat Baad Surah Yasin,
Surah Ikhlas Aur Shaban Ki Dua Padhe.


Islamic SMS For Shab E Barat

Shab-E-Baraa’at Ki Raat Me.
Iss Saal Ke
Marne Walo Ke Naam
Logo Ka Rizk (Rozi)
Haj Karne Walo Ke Naam
Likhe Jate Hai


Shab-E-Barat Mubarik

B4 My Books Are Sealed Tonight,
I Would Like 2 Ask U 2
Please Forgive Me 4 Anything
I May Have Done 2 Hurt You.
Intentionally Or By Mistake!
Shab-E-Barat Mubarik..


Today Is Shabraat

Today Is Shabraat
The Night Of Blessing
When The Deeds Of The Whole Human
Year Is Presented Above.
When The Decisions Of “Life” And “Death”
Are Made For The Next Year.
The Night Of “Ibadaat”.

Shab-e-Barat SMS

Mubarak ho aap ko Shab-e-Barat

Rahmaton ki hai yeh raat,
Namazon ka rakhna sath,
Manwa laina rab say her bat,
Duaon main rakhna yaad,
Mubarak ho aap ko,
Shab-e-barat


Allah Bless You On Shab E Baraat

May Allah Bless You And Your Family
With His Countless Blessngs
On Shab E Baraat.
Remembr Me And My Family In Prayers!


Shabaan Is My Month

Nabi (Pbuh) Has Said In A Hadith
Regarding This Month
Shabaan Is My Month And
Ramadhaan Is The Month Of Allah.
This Month Is An Introduction To Ramadhaan
Like Shawwal Hail The End Of Ramadhaan.


Prayers For Shab E Baraat

Shab-E-Barat Mubarik Ho
Aey Allah Aj Me Tujse Sb K Lye Mangta Hon,
Kamil Iman
Sacha Yaqin
ushada Rizq
Ajizi
Or Pyar Krne Wala Dil
Tera Zikr Krne Wali Zuban
Halal Or Pak Rozi
Sache Dil Se Mot Se Phly Ki Tauba
Mot K Waqt Kalma Or Asani
Marne K Bad Maghfirat.
Hisab K Waqt Mafi
Aur Tamam Umat E Muslima Ke Bakhshish
Aameen

Wednesday, June 29, 2011

Lailat al Meraj or Shab-e-Miraj SMS

Lailat al Miraj, also known as Shab-e-Miraj,
celebrates the Isra and Miraj of the Prophet Muhammad,
When Muhammad went from Mecca to Al-Haram As-Sharif (Temple Mount)
and was then raised to Jannah (Heaven),
met with the Prophets and eventually with Allah (God)

Arsh Se Noor Chala Or Haram Tak Pohncha
Silsla Mere Gunah0n Ka Kram Tak Pohncha
Teri Mairaj K Tu Jane Kahan Tak Pohncha
Meri Mairaj K Main Tere Qadam Tak Pohoncha
Shab E Mairaj Mubarak

Arsh Se Noor Chala Or Haram Tak Pohncha
Silsla Mere Gunah0n Ka Kram Tak Pohncha
Teri Mairaj K Tu Jane Kahan Tak Pohncha
Meri Mairaj K Main Tere Qadam Tak Pohoncha
Shab E Mairaj Mubarak

SHAB-E-MERAJ Buht Buht Mubarak Ho

ALLAH TA’ALA Se Dil Ki Gehrayo Se Dua Hay
K Apko Or Ahl-E-Khana Ko
Imani
Roohani
Jismani
Seht-O-Tandrusti
Enayat Farmae
Or Tamam Dili Tamunnae Puri Kare
Hame Aesa Banda Bn’ne Ki Tofeeq De
Jis Per Allah Or Uska Mehboob Dono Razi Hon
Hame Is Baat Ka Shukrana Karne Ki Tofeeq De
Ke Hamare RUB Ne Hame Apne Mehboob Ki Umat May Peda Kya
SUBHANALLAH

for More  Shab-e-Meraj SMS Click Here

Shab-e-Meraj SMS

Is barkat ki raat men aow sab mil ker apny gunahun ki tuba karen,
ta k Allah Bari Taala hum sab per apni rehmat nazil kery.
or hamen or hamary piyary mulk pakistan ko apny hifz-o-aman men rakhy.
(aameen)

AAMAAL OF SHAB-E-MERAJ,
On 27th Rajab (40 Aamul Feel),
the Holy Prophet (PBUH) made known to the people his mission of Prophet hood.
The 27th is therefore, a highly blessed night.

Its a night of blessings,
keep in touch with prayers,
tonight agree your GOD,
and keep remember me in your prayers,
wish you shab-e-meraj