Friday, July 22, 2011

Ramzan or Ramadan SMS Messages

The holy month of Ramadan beings

As the crescent moon is sighted…
And the holy month of Ramadan beings…
May Allah bless you with happiness
and
grace your home with warmth & peace !

 
Ramadan Ka Chand Daikha, 

Ramadan Ka Chand Daikha,
Rozay Ki Dua Mangi,
Roshan Sitara Daikha,
Aap Ki Khairiat Ki Dua Mangi,
May Almight Allah Bless You With His
Blessing In The Holy Month Of Ramadan



Friend I have a special Iftar 4u 


Friend I have a special Iftar 4u
A Glass of Care
A Plate of Love
A Spoon of Peace
A Fork of Trust
And a Bowl of Prayers
Enjoy Your Iftar



GHAR SE MASJID FAJR SE EISHA 


GHAR SE MASJID FAJR SE EISHA
NOOR E KHUDA BARSEY YAHA
SAWAAB KA KAZANA HAI YEH MAHINA
NEKION KA MEHMAAN GARIBON KA DOST
INTEZAAR SABHI KARE GUNAH SARE KATAM KARE
AAMAAL APNE BEHTAR KARE RAMZAN KI TAIYARI SHURU KARE



Namazi 


Namazi,
Haaji,
Muttaqi Parehzgaar
Her Naik Amal Karne Wala
Jannat Ka Muntazir,
Aur Jannat?
ROZEDAR Ki Muntazir
Kitna Azeem Maqam Hai Rozey Ka. 



Kitni Jaldi ye Arman Guzr jatä hy


Kitni Jaldi ye Arman Guzr jatä hy
Pyas lagti nhi Iftar Guzr jata hy
Hum Gunahgaro ki Magfirat kr mere ALLAH
Ibadät hoti nhi Or Ramzan guzar jata hy.


1 pathan pehle roze ko masjid me naat prhne gya


1 pathan pehle roze ko masjid me naat prhne gya
sub logo ne ose bht mara!
Kyun?
Q k pehle hi roze me naat prh raha tha
“Alvidah Alvidah mahe Ramzan



Khalqt e KHUDA aj rone ko ha


Khalqt e KHUDA aj rone ko ha
Mah e Ramzan ab juda hone ko ha
Socho zra kia khoya kia paya hum ne
Kia apne RAB ko manaya hum ne
kia jane ub naseb ma yeh mah ho ya na ho
Us ki rehmat ka kia faida uthaya hum ne
Ab hone se ashk bar kia faida
Jab bab e rehmat bnd hone ko ha.



Hath Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz

Hath Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz…
Ary Koi Ye To Bataye….
Maghrib ki Aazan Hony Main Kitna Waqt Hai

Bohat dino se thi ye ASMAAN ki saazish.

Bohat dino se thi ye ASMAAN ki saazish.
Aj puri hui uski khuwahish.
Bheeg lo apno ko yad kar k.
MUBARAK ho apko Ramzan ki ye pehli BAARISH…
“Happy Rainy Day”

No comments: