Qabuliyat Ki Tujh Pe Barsat Ho
Khushyon Se Teri Mulaqat Ho
Koi Khuwahish Na Rahe Baaqi
Aisi Mubarak Ye Shab-E-Barat Ho
Ameen
Agar ALLAH tumhari duain poori kar raha hai to woh tumhara "yaqeen" barha raha hai
Agar duain poori karne main dair kar raha hai to tumhara "sabr" barha raha hai
!! Shab-e-Barat Mubarak !!
Ajeeb hotay hain aadab-e-Rukhst-e-mehfil
Uth k vo b Gaya jis ka koi ghr na thaa
!! Shab-e-Barat Mubarak !!
Aaj Raat Shab-e-Raat he,
Hamara nama-e-Amaal tabdeel hone wale hen,
Yaani Hamari zindagi ki 1 or kitaab band hone wali he,
Main nahi chahta k meri kitaab Aap se MAAFI mangne se pehle band ho jay,
Ager mujh se koi ghalti ho gai ho,
to Plz dil se maaf kr dena
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko {SABE BARAT} MUBARAK direct dil se!
Dua Ka Talib?.
Qismat badal jayegi zara dil se dua karo,
Dunya bhi hil jayegi agar dil se dua karo,
Din raat main ik lamha qabooliya ki ghari hai,
Manzil bhi mil jayegi agar dil se dua karo.
Shab-e-Brat Nafil/Nawafil
4 rak‘ats- one Salaam:
In every rak’at recite Surah Fatiha once,
Surah Takasur (Al’ha kumut takasur) once,
and Surah Ikhlas (Qulhu wallah) 3times.
This will lessen the pains and agonies of death and will protect you from the torments of the grave.
Insha’Allah
Showing posts with label 15 Shabaan Ki Raat. Show all posts
Showing posts with label 15 Shabaan Ki Raat. Show all posts
Friday, July 15, 2011
Friday, July 1, 2011
Shabrat or Shab-e-Barat SMS
Nawafil Of Shabrat
Hon Aap Pe Shab E Barat Ki Lakhon Barkatain Nazil.
Na Rahy Dil 1 Pal Bhi Ibadat Se Ghafil
Aapki Har Dua Ho Qabool Kaamil.
Aur Un Duaon Main Hum Bhi Hon Shamil.
Shab-E-Barat
Is Raat Main Itni Power Hai Kay..
Insaan Ager Apnay Gunhaoo Ki Maafii
Poray Dil O Jan Say Mangayy…
Tu Us Kay Her Gunah Maaf Hojay Gay…
15 Shabaan SMS In Urdu
Ya ALLAH Shabe Barat Ki Mubarak Raat
K Sadke Humain Baksh De
Aur Humari Duain Qabool Farma.
Meri Taraf Se Ap Sab Ko
Shabebarat Ke Mubarik Ho..
Shab-e-Barat Mubarak Ho
Jo Aaj Ki Raat 3 Martaba
Surah Yaseen Parhay Ga
Allah Uski
Umar Me Barkat
Rizk Me Izafa Aur Farakhi
Aur Naghani Afaat Say
Mehfooz Rakhay Ga
Shab-e-Barat Mubarak Ho
Shabaan Mubarak
Qaboliyat Ki Aap Pe Barsat Ho
Khushiyon Se Aapki Mulaqat Ho
Koi Khuahish Na Rahe Baqi
Aisa Mubarak Ye Shaban Ka Chand Ho
Shabaan Mubarak
Hon Aap Pe Shab E Barat Ki Lakhon Barkatain Nazil.
Na Rahy Dil 1 Pal Bhi Ibadat Se Ghafil
Aapki Har Dua Ho Qabool Kaamil.
Aur Un Duaon Main Hum Bhi Hon Shamil.
Shab-E-Barat
Is Raat Main Itni Power Hai Kay..
Insaan Ager Apnay Gunhaoo Ki Maafii
Poray Dil O Jan Say Mangayy…
Tu Us Kay Her Gunah Maaf Hojay Gay…
15 Shabaan SMS In Urdu
Ya ALLAH Shabe Barat Ki Mubarak Raat
K Sadke Humain Baksh De
Aur Humari Duain Qabool Farma.
Meri Taraf Se Ap Sab Ko
Shabebarat Ke Mubarik Ho..
Shab-e-Barat Mubarak Ho
Jo Aaj Ki Raat 3 Martaba
Surah Yaseen Parhay Ga
Allah Uski
Umar Me Barkat
Rizk Me Izafa Aur Farakhi
Aur Naghani Afaat Say
Mehfooz Rakhay Ga
Shab-e-Barat Mubarak Ho
Shabaan Mubarak
Qaboliyat Ki Aap Pe Barsat Ho
Khushiyon Se Aapki Mulaqat Ho
Koi Khuahish Na Rahe Baqi
Aisa Mubarak Ye Shaban Ka Chand Ho
Shabaan Mubarak
Subscribe to:
Posts (Atom)