The holy month of
Ramadan beings
As the
crescent moon is sighted…
And the holy month of Ramadan beings…
May Allah bless you with happiness
and
grace your home with warmth & peace !
Ramadan Ka Chand Daikha,
Ramadan Ka Chand Daikha,
Rozay Ki Dua Mangi,
Roshan Sitara Daikha,
Aap Ki Khairiat Ki Dua Mangi,
May Almight Allah Bless You With His
Blessing In The Holy Month Of Ramadan
Friend I have a special Iftar
4u
Friend
I have a special Iftar 4u
A Glass of Care
A Plate of Love
A Spoon of Peace
A Fork of Trust
And a Bowl of Prayers
Enjoy Your Iftar
GHAR SE MASJID FAJR SE EISHA
GHAR
SE MASJID FAJR SE EISHA
NOOR E KHUDA BARSEY YAHA
SAWAAB KA KAZANA HAI YEH MAHINA
NEKION KA MEHMAAN GARIBON KA DOST
INTEZAAR SABHI KARE GUNAH SARE KATAM KARE
AAMAAL APNE BEHTAR KARE RAMZAN KI TAIYARI SHURU KARE
Namazi
Namazi,
Haaji,
Muttaqi Parehzgaar
Her Naik Amal Karne Wala
Jannat Ka Muntazir,
Aur Jannat?
ROZEDAR Ki Muntazir
Kitna Azeem Maqam Hai Rozey Ka.
Kitni Jaldi ye
Arman Guzr jatä hy
Kitni
Jaldi ye Arman Guzr jatä hy
Pyas lagti nhi Iftar Guzr jata hy
Hum Gunahgaro ki Magfirat kr mere ALLAH
Ibadät hoti nhi Or Ramzan guzar jata hy.
1 pathan pehle
roze ko masjid me naat prhne gya
1
pathan pehle roze ko masjid me naat prhne gya
sub logo ne ose bht mara!
Kyun?
Q k pehle hi roze me naat prh raha tha
“Alvidah Alvidah mahe Ramzan
Khalqt e KHUDA
aj rone ko ha
Khalqt
e KHUDA aj rone ko ha
Mah e Ramzan ab juda hone ko ha
Socho zra kia khoya kia paya hum ne
Kia apne RAB ko manaya hum ne
kia jane ub naseb ma yeh mah ho ya na ho
Us ki rehmat ka kia faida uthaya hum ne
Ab hone se ashk bar kia faida
Jab bab e rehmat bnd hone ko ha.
Hath
Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz
Hath
Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz…
Ary Koi Ye To Bataye….
Maghrib ki Aazan Hony Main Kitna Waqt Hai
Bohat dino se thi
ye ASMAAN ki saazish.
Bohat
dino se thi ye ASMAAN ki saazish.
Aj puri hui uski khuwahish.
Bheeg lo apno ko yad kar k.
MUBARAK ho apko Ramzan ki ye pehli BAARISH…
“Happy Rainy Day”
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment